Shanivaar Raati

By Bollywood Hungama News Network Mon Mar 3 0:00:57 IST

Shanivaar Raati Lyrics

Fire...

Ho.. Ho..



Ishq mein tere announce kar diya

O tere liye dil kudiyon ka bounce kar diya..



Haye.. ishq mein tere announce kar diya

O tere liye dil kudiyon ka bounce kar diya..

Bechain sa hota jaaoon

Par main yeh samajh na paaoon

Main jaagoon, mere bin tu kaise so jaati



Shanivaar raati hamein neend nahi aati

Shanivaar raati hamein neend nahi aati

Shanivaar raati hamein neend nahi aati

Shanivaar raati hamein neend nahi aati

Main jaagoon, mere bin tu kaise so jaati

Ten den den den ho..

Ten den den den hoye..



Shanivaar raati hamein neend nahi aati

Shanivaar raati hamein neend neend neend

Gyarah baje se baarah baje hain

Sab so gaye me.. re.. naina tere bin hain khule

Shanivaar raati mainu neend nahi aati

Total solah sau taare

Maine gin gin hain daale

Main to jaagata hoon rehta

Jaane kaise tu so jaati

Shanivaar raati mainu neend nahi aati



Dheere dheere pyaar mein tarakki ho gayi

Yoon tere sang baat meri pakki ho gayi

O tu jo mili din mein sitaare chamke

Ladki tu mere liye lucky ho gayi




By God main kahoon

Tere saath main rahoon

Seh loon koi faasla

Teri doori na sahoon



Tu aaye na mile to

Haaye meri jaan jaati

O jaati, haan jaati

Oye jaati, oye jaati



Oye.. oye..



Shanivaar raati hamein neend nahi aati

Shanivaar raati hamein neend nahi aati



Jaise taise hafte ke din chheh kate

Din aaya saatvaan to lene laga karvatein

Yeah..



Shaam saadhe saat baje khwaahish jage

Saadhe aath hote hote dil na lage

Time waste na kar, ssedhe aaja tu idhar

Bada kiya intezaar, ab hota na sabar

Ab thodi si bhi deri hai meri jaan jalaati

Jalaati.. jalaati.. jalaati..



Ten den den oye hoye..



Shanivaar raati hamein neend nahi aati

Shanivaar raati hamein neend nahi aati

Main jaagoon, mere bin tu kaise so jaati

Shanivaar raati hamein neend nahi aati



Oye oye...

Neend.. neend.. neend.. neend..

I can not sleep