Kamsin Kali

By Bollywood Hungama News Network Fri Apr 19 10:59:04 IST

Kamsin Kali Lyrics

Kya kiya kya kiya dil le liya
Zulmi ne pakdi kalayi ko mod diya
Tere bangley ke peeche bagiya mera
Zulmi harjayi tune kya kiya kya kiya
Kamsin kali ko tune kaanta chubha diya

Kamaal kamaal kamaal kamaal
Kamaal ka maal hai tu
Solva saal tamatar gaal
Manali ka maal hai maal hai tu

Chikni chameli raat akeli daily daily tu
Meri bagiya mein laal angiya mein
Kare atkheli kyun

Thak ke main choor abhi bistar pe aayi thi
Kamsin badan uspe moti rajayi thi
Raja bade jhoothe ho tumne daga diya
So gayi thi main haaye tumne jaga diya
Kamsin kali ko tune kaanta chubha diya

Nange nange paanv chale
Ki kaanta chubhega pakka hai
Chot lagegi nahi dil pe
Tera poora khayaal rakha hai

Love letter maine bheje thhe
Tere ghar bheja tha dakiya
Bangle pe mere aane ko maine
Kitni baar mana kiya
Kamsin kali ko tune kaanta chubha diya