Mehrama (Extended)

By Bollywood Hungama News Network Mon Feb 10 11:55:44 IST

Mehrama (Extended) Lyrics

Chaahiye kisi saaye mein jagah
Chaaha boht baar hai
Na kahin kabhi mera dil laga
Kaisa samajhdaar hai

Main na pohchun kyun wahan pe
Jaana chaahun main jahaan
Main kahaan kho gaya
Aisa kya ho gaya

O mehrama, kya mila
Yun juda hoke bata
O mehrama, kya mila
Yun juda hoke bata

Na khabar apni rahi
Na khabar apni rahi
Na raha tera pata

O meharma, kya mila
Yun juda hoke bata

Jo shor ka hissa hooni
Woh aawaz hoon
Logon mein hoon
Par tanha hoon main
Haan tanha hoon main

Duniya mujhe mujhse juda hi karti rahe
Bolo magar na baatein karun
Ye kya hoon main

Sab hai lekin main nahi hoon
Woh jo thoda tha kami
Woh hawa ho gaya
Kyu khafa ho gaya

O mehrma, kya mila
Yun juda hoke bata
O mehrama, kya mila
Yun juda hoke bata

Na khabar apni rahi
Na khabar apni rahi
Na raha tera pata
O meherma, kya mila
Yun juda hoke bata