Jeena Kya Tere Bina

By Bollywood Hungama News Network Wed Mar 7 0:00:04 IST

Jeena Kya Tere Bina Lyrics

jeena kya tere bina,marna bhi hoga gunha
abb toh ai jaan e wafa,tanaha huva main
dhundu nishaan main tera

kyun,kyun shaam se pathara gayi aankhein meri
yuun mujhse juda kyun hai pata manjil teri
raatein raatein hai khafa,subah kab degi shifaah
abb toh ai jaan e wafa,tanaha huva main

dil,dil ka makaan viraan hai,sunsaan hain
inn deewaarogar se roshani anjaan hain
haan aisa pehli dafa dil ko yeh lage laga
abb toh ai jaan e wafa,tanaha huva main
jeena kya tere bina,marna bhi hoga gunha
abb toh ai jaan e wafa,tanaha huva main
dhundu nishaan main tera