Chota Sa Fasana

By Bollywood Hungama News Network Tue Jul 10 9:53:35 IST

Chota Sa Fasana Lyrics

Chota sa fasana
Kisi ko pata na
Kise kya sunana
Chal pade hain jo hum
Ab kaisa bahana
Isse hai nibhana

Yeh safar hai naya
Kya se kya ho gaya
Aage kya hai aana
Bekhabar main yahan
Befikar hai jahan
Kise kya batana

Ki dil mera, ho
Hai banjara, ho
Hai manzil bhi
Yeh maane na

Khuli aakhein dekhe
Manzar naya sa hai
Dekho raahein poochhe
Manzil meri kahan hai

Ho pata lapata
Kisi ko kya pata
Ki mujhe jana hai kahan
Iss safar ki wajah
Hai yeh farz ya saza
Yeh maine jaana hai kahan

Ki dil mera, ho
Hai banjara, ho
Hai manzil bhi
Yeh maane na