Hans Ki Chaal

By Bollywood Hungama News Network Wed Feb 13 0:00:29 IST

Hans Ki Chaal Lyrics

Aa... aa..

Namaaz bakhshwaane gaye the

Roze gale pad gaye..

Namaaz bakhshwaane gaye the

Roze gale.. pad gaye..



Scooter ki, scooter ki, scooter ki, scooter ki



Scooter ki tanki mein tension ko daal

[Tension ko daal]

Scooter ki tanki mein tension ko daal

[Tension ko daal]

Pehan ke goggle, katwa ke baal

Dekho, dekho [oye hoye]

Dekho, dekho [oye hoye, hoye, hoye]

Dekho, dekho haan dekho dekho

Goggle pehan ke katwa ke baal

Kauwa chala dekho hans ki chaal

[Hans ki chaal]

Kauwa chala dekho hans ki chaal

[Hans ki chaal]

Jungle mein hoga dhamaal

Jungle mein hoga ab to dhamaal

Kauwa chala dekho hans ki chaal



Ha.. Chaube ji, chaube ji

Chaube ji, chaube ji

Chaube ji, chaube ji

Chaube ji, chaube ji

Chaube ji chale Chhabbe ji ban-ne

Dubey ji ban ke laute aa...

Chaube ji chale Chhabbe ji ban-ne

Dubey ji ban ke laute [Laute..]

Kya mol lage, kya bol lage

Sikke hain apne khote

Sikke hain apne khote

Sikke hain apne khote

Peele pad gaye kaise gore se gaal

[Gore se gaal]

Peele pad gaye kaise gore se gaal

[Gore se gaal]



Jungle mein hoga ab to dhamaal


Kauwa.. kaanv.. kaanv...



Aa.. aa... aa... aa...

Hmm......

Okhali mein sar [Waah kya baat]

Okhali mein sar

Okhali mein sar diya to [Baba]

Okhali mein sar diya to..

Okhali mein sar diya to..

Okhali mein sar diya to musal padenge

Okhali mein sar diya to musal padenge

Okhali mein sar diya to musal padenge

Hogi nahi phoolon ki varsha

Baal mundwaate hi ole gire hain

Poore shehar mein hai charcha...

O Jolly, Jolly, Jolly

O Jolly, Jolly, Jolly

O Jolly, Jolly, Jolly

Kar de piya ab to koi kamaal

[Koi kamaal]

Kauwa chala dekho hans ki chaal



Scooter ki tanki mein tension ko daal

[Tension ko daal]

Scooter ki tanki mein tension ko daal

[Tension ko daal]

Pehan ke goggle, katwa ke baal

Dekho, dekho [oye hoye]

Dekho, dekho [oye hoye, hoye, hoye]

Dekho, dekho haan dekho dekho

Goggle pehan kar katwa ke baal

Kauwa chala dekho hans ki chaal

[Hans ki chaal]

Kauwa chala dekho hans ki chaal

[Hans ki chaal]

Jungle mein hoga dhamaal

Jungle mein hoga ab to dhamaal

Kauwa chala dekho hans ki chaal

[Hans ki chaal]



Kauwa chala dekho hans ki chaal

Kauwa chala dekho hans ki chaal

Kauwa chala dekho hans ki chaal