Jigariyaa

By Bollywood Hungama News Network Thu Sep 18 0:00:26 IST

Jigariyaa Lyrics

Naina Raat Bhar Jal Jaaye

Jale Dil Ka Dariya

Naina Raat Bhar Jal Jaaye

Jale Dil Ka Dariya

Ho Naina Raat Bhar Jal Jaaye

Jale Dil Ka Dariya



Jigariyaa Jale Jigariyaa

Jigariyaa Jale Jigariyaa



Naina Raat Bhar Jal Jaaye

Jale Dil Ka Dariya

Naina Raat Bhar Jal Jaaye

Jale Dil Ka Dariya



Kaisi Kaisi Kahaani Likhi Hain

Aye Khuda Kaisi Meri Ravaani Hain

Kaisi Kaisi Kahaani Likhi Hain

Aye Khuda Kaisi Meri Ravaani Hain

Panno Panno Pe Kya Ye Likha Hain

Na Main Jaanu Na Tu Ye Baatae

Kaisi Kaisi Ye Kaisi Saza Hain

Jale Dil Ka Dariya

Hoo Naina Raat Bhar Jal Jaaye

Jale Dil Ka Dariya

Hoo Naina Raat Bhar Jal Jaaye

Jale Dil Ka Dariya



Dard Hi Dard Dil Ki Ghatao Mein

Aansoo O Ki Namee In Hawao Mein

Dard Hi Dard Dil Ki Ghatao Mein

Aansoo O Ki Namee In Hawao Mein

Halke Halke Se Tu Yaad Aaye

Hole Hole Se Dil Ghoonghunaye

Tu Hi Chahat Jo Tu Dil Mein Aaye

Jale Dil Ka Dariya

Hoo Naina Raat Bhar Jal Jaaye

Jale Dil Ka Dariya

Naina Raat Bhar Jal Jaaye

Jale Dil Ka Dariya



Jigariyaa Jale Jigariyaa

Jigariyaa Jale Jigariyaa



Naina Raat Bhar Jal Jaaye

Jale Dil Ka Dariya

Naina Raat Bhar Jal Jaaye

Jale Dil Ka Dariya

Naina Raat Bhar Jal Jaaye

Jale Dil Ka Dariya.