Ishq Hai (Reprise)

By Bollywood Hungama News Network Thu Sep 18 0:00:29 IST

Ishq Hai (Reprise) Lyrics

Ishq Hai...Ishq Hai...

Ishq Hai...Ishq Hai...



Kaise Batayein Kuch Keh Na Paayein

Haal-E-Dil Ye Kisko Sunaayein



Kaise Batayein Kuch Keh Na Paayein

Haal-E-Dil Ye Kisko Sunaayein

Anjaana Sa Ye Kaisa Nasha Hai
Dheere Dheer Se Jo Mujhpe Chadha Hai

Ishq Bulaaye Ruka Na Jaaye

Ishq Ke Aage Kuch Na Yahaan Hai

Ishq Ibaadat, Ishq Hai Aadat

Jeene Ki Chaahat Ishq Jagaaye

Ishq Na Jaaye, Ishq Lubhaaye

Ishq Sataaye Haaye

Ishq Sataaye Haaye...

Ishq Sataaye...



Ishq Hai...Ishq Hai...

Ishq Hai...Ishq Hai...



Ishq Dava Hai Dava

Ishq Duaa Hai Duaa

Ishq Wafaa Hai Wafaa

Ishq Sazaa Hai Sazaa

Ishq Nasha Hai Nasha

Ishq Khala Hai Khala

Ishq Adaa Hai Adaa

Ishq Balaa Hai Balaa



Samjo Naino Se Naino Ki Bhasha

Bin Bataye Sab Keh Jaaye

Samjo Naino Se Naino Ki Bhasha

Bin Bataye Sab Keh Jaaye

Huaa Hain Kaisa Tera Asar Hain

Khamoshi Mein Bhi Tera Bazar Hain

Ishq Ka Kaagaz Mann Ki Imaarat

Huyi Rivaayat Ishq Sikhaye

Ishq Hain Majhab Ishq Hain Matbar

Rab Ki Inayat Ishq Dilaaye

Ishq Le Jaaye Ishq Banaye

Ishq Mitaaye

Haaye Ishq Mitaaye

Haaye Ishq Mitaaye



Ishq Hai...Ishq Hai...

Ishq Hai...Ishq Hai...



Ishq Dava Hai Dava

Ishq Duaa Hai Duaa

Ishq Wafaa Hai Wafaa

Ishq Sazaa Hai Sazaa

Ishq Nasha Hai Nasha

Ishq Khala Hai Khala

Ishq Adaa Hai Adaa

Ishq Balaa Hai Balaa



Ishq Khara Hai Khara

Ishq Dhara Hai Dhara

Ishq Khuda Hai Khuda

Ishq Khuda Hai Khuda



Ishq Dava Hai Dava

Ishq Duaa Hai Duaa

Ishq Wafaa Hai Wafaa

Ishq Sazaa Hai Sazaa



Ishq Hai...

Ishq Hai