Judaa

By Bollywood Hungama News Network Sat Apr 18 0:00:07 IST

Judaa Lyrics

Aansuon ne nazar mein jagah banayi

Zindagi ka hissa bani tanhaai

Aansuon ne nazar mein jagah banayi

Zindagi ka hissa bani tanhaai

Poori hoke bhi poori na ho sakhi duaa



Tujhse judaa judaa hua main judaa hua

Mujhse khafa khafa yahan

Mera khuda hua.. (3x)



Kareeb se guzar gaya

Kyun mujhko tanha kar gaya

Kareeb se guzar gaya

Kyun mujhko tanha kar gaya

Khaali khaali dil mein

Ek dard aisa bhar gaya

Jiski kehte hain duniya

Mein koi nahi dawaa..



Tujhse juda juda hua, main juda huaa

Mujhse khafa khafa yahan

Mera Khuda hua.. (3x)



Bewajah safar mein tha

Pal do pal nazar mein tha

Bewajah safar mein tha

Pal do pal nazar mein tha

Khamakha bhatak gaya

Accha bhala dil ghar mein tha

Kaise bin tere hogi

Yeh zindagi bataa



Tujhse juda juda huaa, main juda huaa

Mujhse khafa khafa yahan

Mera Khuda hua.. (3x)