Chokra Jawaan

By Bollywood Hungama News Network Mon Mar 30 0:00:12 IST

Chokra Jawaan Lyrics

Hua chokra jawaan re

Hua chokra jawaan re

Hey hey, hey hey, hey hey



Arrey chooza choo-choo karta hai, galiyon aur chubaro mein

Pheenka bhaagi karta phire tu toh apne yaaro mein



Pheenka bhaagi kuch nahin sach baat jo bayan ki

Dhahaad hai jawaan ki mardangi mastan ki

Oye, ab tu bhi maan le, naino ke jaam de

Oh aaja re aaja ja re aaja re aaja

Hua chokra jawaan re jawaan re jawaan re

Hua chokra jawaan re, hua chokra jawaan re



Haan mere munna, baat sunn na

Yeh jawani nahi koi khilauna

Pehle jao, seekh ke aao

Pyaase naino ki pyaas ko bhujaana, hoye

Tabhi-toh tabhi-toh tabhi-toh tabhi-toh hoga woh chokra jawaan re

Woh chokra jawaan re



Oh chand baby, jo chance de gi, kyun doon

Pyaas kya hai main bhook bhi mita doon

Woh hum re seekhe, aur sikhaaye

Nain kya hai poore tann ko main bhiga doon

Oh aaja re aaja ja re aaja re aaja aa

Hua chokra jawaan re, hua chokra jawaan re



Chokra jawaan hoon main, lyss hoon jawaani se



Door ho gayi hoon main teri lentarani se ho ho

Thaam le kaliyaan ussi ko jawaan maanu main




Oh din dihaade tujhko tujhi se aa chura loon main

Chal-chal bohat dekhe hain



Danke ki chot pe, re seena thok ke

Aaja re aaja ja re aaja re aaja

Hua chokra jawaan re jawaan re jawaan re hey..

Kya gaata hai



Ding tang...



Oh chooza choo-choo karta hai

Dhahaad hai jawaan ki

Arrey pheenka bhaagi karta hai

Mardangi mastan ki

Karne pe jo aaun, sagar mein barsaun



Baaton ke badshah, barsa ke toh dikha

Beh jaaye gi deewani, teri mast jawani

Bhadke gi chingari, lapte gi chingari

Haye teri yeh adaa, main ho gaya fida

Chal tu sach main jawaan na hona mujhse judaa

Main fida fida fida

Na hona mujhse juda

Ho main fida fida

Na hona mujh se tu juda

Ho main fida main fida

Na hona mujhse juda

Ho main fida main fida

Na hona mujhse juda

Ho main fida main fida...

Aaja aaja aaja re

Hua chokra jawaan re...