Aaja Meri Jaan

By Bollywood Hungama News Network Thu Mar 7 0:00:22 IST

Aaja Meri Jaan Lyrics

Ho.. Aaja, aaja meri jaan

Rootho na humse sanam...

Tumhein hai meri kasam

Le jaaye jaan meri yeh dooriyaan



Aaja... aaja meri jaan

Rootho na humse sanam...

Tumhein hai meri kasam

Le jaaye jaan meri yeh dooriyaan..



Tumne kaha tha saat phere

Saath tere le lu abhi

Aankhon mein meri aaj phir yun

Aa gaye kyun aansoo abhi

Bolo.. bolo zara tum hi

Wadaa yeh tha ke nahi

Tu hai jahaan main wahin

Phir kyun ab tak yun hain yeh dooriyaan..



Jagmaga raha raaton ka sama

Jilmila raha raaton ka sama

Taaron se saja raaton ka sama

Kehne laga..


Aaja... aaja meri jaan

Rootho na humse sanam...

Tumhein hai meri kasam

Le jaaye jaan meri yeh dooriyaan..



Tarsa ho koi yeh suna tha

Magar hum sa tarsa nahi

Meelon chale phir humne jaana

Koi thikana ghar sa nahi..

Mud ke... mud ke baahein meri

Pukaare baahon ko teri

Chali main raahon ko teri..

Lag ja seene se kaisi yeh dooriyaan..

Manzilein kahaan, raaste kahaan

Kise hai fikar jaayenege kahaan

Kise hai pata le chalo jahaan

Dil hai rawaan



Aaja... aaja meri jaan

Rootho na humse sanam...

Tumhein hai meri kasam

Le jaaye jaan meri yeh dooriyaan..