Gussa Tera Jayaz Hai

By Bollywood Hungama News Network Fri Jan 4 17:11:58 IST

Gussa Tera Jayaz Hai Lyrics

Tu maan ja
Aab laut aa
Tu maan ja
Aab laut aa

Hmm.. Itna bhi gussa theek nahi
Sabkuch bhula ke kuch bol de
Aab yeh zid chhod de
Chal yeh zid chhod de
Aab yeh zid chhod de
Chal yeh zid chhod de

Chal maana maine maana gussa tera jayaz hai
Aab maana maine maana gussa tera jayaz hai
Aab yeh zid chhod de
Chal yeh zid chhod de

Teri sikaayatein bhi sahi
Par galat hum bhi nahi
Jayaz hai tera roothna
Manaun kaise ki maan ja
Nahi bure bhi ki chhod ja

Chal maana maine maana gussa tera jayaz hai
Aab maana maine maana gussa tera jayaz hai
Aab yeh zid chhod de
Chal yeh zid chhod de

Oo.. Sajna le meri saans Sajna
Bhool se bhi puch lena
mera haal Sajna

Chup kyun hai kahta kuch bhi nahi
Naraazgi ye aachi nahi, aachi nahi

Chal maana maine maana gussa tera jayaz hai
Ho aab maana maine maana gussa tera jayaz hai
Aab yeh zid chhod de
Chal yeh zid chhod de