Tilasmi Bahein

By Bollywood Hungama News Network Mon Apr 22 11:22:50 IST

Tilasmi Bahein Lyrics

Tilasmi bahein thaamein
Katoon main dil ki shaamein

Tilasmi bahein thaamein
Katoon main dil ki shaamein
Bhar de aa chand ki chandi
Sone jaise tan mein laake
Khaiya khaiya khaiya

Haan kasmein khaiya khaiya khaiya
Haan kasmein khaiya khaiya khaiya

Chhalka jaaye jism se makhmali nasha
Karde khali pi pi ke pyala yeh bhara
Katra katra mera bekabu ho raha

Teri ijazat bina dil mera
Tere dil main jhaake
Khaiya khaiya khaiya

Haan kasmein khaiya khaiya khaiya
Haan kasmein khaiya khaiya khaiya