Mann Kunto Maula

By Bollywood Hungama News Network Tue Jan 7 0:00:22 IST

Mann Kunto Maula Lyrics

Maula Ali

Maula Ali

Ali Maula



Gunah mere bade hain

Hai tera dil bhi bada



Gunah mere bade hain

Hai tera dil bhi bada



Yakeen hai maaf karega

Tabhi hun dar pe khada



Mann kunto maula

Maula Ali Ali Maula Ali Ali

Mann kunto maula

Ali maula

Maula



Tera dar hai

Mera sar hai

Tera dar hai

Mera sar hai



Tu mera mushkil khusha

Tu mera Ali-Wali



Tu mera mushkil khusha

Tu mera Ali-Wali



Mann kunto maula

Fahaaza Ali-un-maula

Mann kunto maula

Fahaaza Ali-un-maula



Tere bagair jo guzre

Woh zindagi kya hai

Tu agar saath ho mujhko

To phir kami kya hai



Tere bagair jo guzre

Woh zindagi kya hai

Tu agar saath ho mujhko

To phir kami kya hai

Raah mushkil mein bhi main

Hadd se guzar jaoonga

Tu agar saath nah o

Toh main kidhar jaoonga



Mann kunto maula

Fahaaza Ali-un-maula

Mann kunto maula

Fahaaza Ali-un-maula



Mann kunto Ali maula

Mann kunto Ali maula

Mann kunto Ali maula



Fahaaza Ali-un-maula maula

Mann kunto Ali maula

Ali maula-maula Ali maula

Mann kunto Ali maula

Mann kunto Ali maula

Mann kunto Ali maula

Mann kunto Ali maula