Aa Raha Hoon Palat Ke

By Bollywood Hungama News Network Fri Nov 18 0:00:12 IST

Aa Raha Hoon Palat Ke Lyrics

Mere dushman samajh rahe thay main

Ab kabhi laut ke na aaunga

Ek gumnaami ka samundar hai

Uss mein hi jaa ke doob jaunga

Abhi baaki meri kahani hai


Saari duniya ko jo sunaani hai

Mujhe phechano, dekho main hun kaun

Aa raha hoon palat ke

Main hoon Don, Don, Don