Ye Sama Ye Nazare

By Bollywood Hungama News Network Thu Mar 3 0:58:14 IST

Ye Sama Ye Nazare Lyrics

MALE
Hey hey,aa ha ha ha ha
Ha ha,mm hm hm hm
Yeh sama yeh nazaare kho gaye hain
Hum kasam se tumhaare ho gaye hain
Rehta hai dil jaane kahan
Betaab se hum hain yahan
Zubaan pe,in labon pe bas tera naam hai
Begaane is jahan se kya hamein kaam hai
Yeh sama yeh nazaare kho gaye hain
Hum kasam se tumhaare ho gaye hain

FEMALE
Aji tumse jab se mohabbat hui
Hamaari ajab si yeh haalat hui

MALE
Tumne khata ki dil roothne ki
Tumko mili hai iski saza

FEMALE
Yeh sama yeh nazaare kho gaye hain
Hum kasam se tumhaare ho gaye hain
Dua mein tumhe maangna aa gaya
Hamein raat bhar jaagna aa gaya

MALE
Hm hm hm,hm hm hm hm hm

FEMALE
Dua mein tumhe maangna aa gaya
Hamein raat bhar jaagna aa gaya

MALE
Sach keh rahe hain dard-e-jigar ka
Hota hai dilbar apna maza,haan

FEMALE
Yeh sama yeh nazaare kho gaye hain
Hum kasam se tumhaare ho gaye hain
Hamein baazuon mein chhupa lo sanam
Yeh chaahat hai kaisi bataao sanam

MALE
Darr lag raha hai madhoshiyon mein
Hum kar na baithe koi khata
Yeh sama yeh nazaare kho gaye hain
Hum kasam se tumhaare ho gaye hain

FEMALE
Yeh sama yeh nazaare kho gaye hain
Hum kasam se tumhaare ho gaye hain

MALE
Rehta hai dil jaane kahan
Betaab se hum hain yahan

FEMALE
Zubaan pe in labon pe bas tera naam hai
Begaane is jahan se kya hamein kaam hai
Yeh sama yeh nazaare kho gaye hain

MALE
Haan hum kasam se tumhaare ho gaye hain

FEMALE
Aa ha,aa ha ha ha ha
Aa aa,aa aa aa aa

MALE
Hey hey,aa ha ha ha ha
Hey hey,mm hm hm hm