Kala Doriya

By Bollywood Hungama News Network Tue Jan 22 0:00:16 IST

Kala Doriya Lyrics

Ho sun-sun pyaari-pyaari meethi-meethi boliyan.. ho..

Keh de, keh de, keh de jo gal hai soniya.. ho..



Ho..

Kala doriya..

Kala doriya kundi naal adta hai

Kala doriya..

Ho Kala doriya kundi naal adta hai

Munda kohi na

Munda koi na meri nazar chadhta hai

Munda koi na meri nazar chadhta hai

Haan..



Listen..

Shaadi wai karni wai karni

Shaadi wai karni wai karni

Shaadi wai karni

Jahan naukar chaakar hon

Credit card hon

Credit card hon, bankon mein locker hon

Credit card hon



Saasu woh chahiye, woh chahiye

Saasu woh chahiye, woh chahiye

Saasu woh chahiye jo seedhi saadi ho

Saal ke chheh mahine.. aaha..

Saal ke chheh mahine jo teerath jaati ho

Saal ke chheh mahine..



Kala doriya..

Kala doriya kundi naal adta hai

Kala doriya..

Kala doriya kundi naal adta hai

Munda kohi na

Munda koi na meri nazaron chadhta hai

Munda koi na.. ha..



Hmm...

Sasura woh chahiye, woh chahiye

Sasura woh chahiye, woh chahiye

Sasura woh chahiye jo ooncha sunta ho

Club mein saare din.. aaha..

Club mein saare din shatranj khelta ho

Sasura woh chahiye..

Haaye main sadke jaawan kudiye

Nandi badi mile

Haan mile jo nandi badi mile

Haan mile ji nandi badi mile

Giftein bhijwati ho

Paach ek saal mein aaha..

Paach ek saal mein jo maike aati ho

Paach ek saal mein..



Hey.. Kala doriya..

Kala doriya kundi naal adta hai

Kala doriya..

Kala doriya kundi naal adta hai

Munda kohi na

Munda koi na meri nazaron chadhta hai

Munda koi na..



Aye listen to me

This is my final requirement. ok..



Haan..

Dulha woh laina, woh laina

Dulha woh laina, woh laina

Dulha woh laina

Jo dikhta solid ho

Lafda proof ho aaha..

Lafda proof ho

Asli unmarried ho

Dulha woh laina

What a thaath yaar



Dil aisa husband chaahe


Jo mere naaz uthaaye

Kahin line aur na maare

Bas mujh pe tann mann waare

Mujhe world ka tour karaye

Naye naye gehane dilwaaye

Love mein fire si ho

Thoda shaayar vaayar bhi ho

Ghar thoda bohat saja le

Khana shana bhi paka le

Kabhi saut nahi woh laaye

Ek do bachche hi chaahe



Husband woh chahiye, woh chahiye

Husband woh chahiye, woh chahiye

Husband woh chahiye

Jo hansta rehta ho

Har din band sa aaha..

Har din band sa jo bajta rehta ho

Husband woh chahiye..



Arre pa pa pa pa pa pa pa pa pa

Pa pa pa pa pa pa pa pa pa

Purr.....



Kala doriya..

Ho Kala doriya kundi naal adta hai

Kala doriya

Ho Kala doriya kundi naal adta hai

Munda kohi na

Munda koi na meri nazaro chadhta hai

Munda koi na..



Ho... o.. oye..

Aaho.. hey aaho..

Aaho.. hey aaho..



Hey kudiye baawari

Kudiye baawari thoda dheeraj tu dhar le

Dulha paayegi..

Dulha paayegi jaisa tujhko chahiye

Dulha paayegi..



Hu ha ha ha..

Main to jogi hoon, jogi hoon

Main to jogi hoon

Sansar chhod baitha

Main to jogi hoon..

Main to jogi hoon

Sansar chhod baitha

Nai to main tujhse..

Nai to main tujhse fauran shaadi karta

Nai to main tujhse..



Oye oye baal safed hain tere

Kuchh to sharam kar dadaji

Baal safed hain par dil ka solid hoon

Lafda proof hoon

Lafda proof hoon, ab tak unmarried hoon

Lafda proof hoon..



Aaho.. Aaho.. Aaho.. Aaho..

Thoda shayar bhi main hoon

Thoda disco visko bhi kar loon

Tere dil ka doonga band baja

Ab tu mujhko husband bana..



Hamein dekh yaar zamana

Gaayega bas gana

Hamein dekh yaar zamana

Gaayega bas gana...

Kya.. kya.. kya.. kya.. O...

Ek haseena, ek deewana

Ek haseena, ek deewana

Ek haseena, ek deewana

Ek haseena, ek deewana