Tere Bina Main Na Rahun

By Bollywood Hungama News Network Thu Mar 3 11:50:03 IST

Tere Bina Main Na Rahun Lyrics

Kancha
hey hey hey hey,hey hey hey,hey hey hey
la la la la,la la la,la la la

tere binaa main na rahoon,mere binaa tu na rahe
ye qasam yahin le sanam

Anu
pyaar kahe meraa o jaanejaanaa,bas mein agar ho ye mere
saaNsoN ke jaise guzarti rahoon main,chhoo kar labon ko tere
ho.

Kancha
tere binaa main na rahoon,mere binaa tu na rahe
ye qasam yahin le sanam

tu meri jaan hai,meraa armaan hai
teraa ghar meraa dil hai,ye jahaan nahin

Anu
dil ye betaab hai,tu meraa khvaab hai
meri palkon se door kyun rahe kahin

Kancha
ho.ab to koi faaslaa mujhe nahin ganvaaraa

Anu
chhod doon jahan agar mile teraa ishaaraa

Kancha
tere bina main na rahoon,mere binaa tu na rahe
ye qasam yahin le sanam

Anu
pyaar kahe meraa o jaanejaanaa,bas mein agar ho ye mere
saanson ke jaise guzarti rahoon main,chhoo kar labon ko tere
ho.

Kancha
tere binaa main na rahoon,mere binaa tu na rahe
ye qasam yahin le sanam

Anu
O ho kahoon main baanvri,main banoon baansuri
tere honthon se lagoon preet churaa loon

Kancha
teraa aanchal banoon,tan se liptaa rahoon
teri dhadkan kaa main har geet churaa loon

Anu
O.apne pyaar ko jahaan ki nazar lage na
ye nashaa rahe to zindagi safar lage na

Kancha
tere binaa main na rahoon,mere binaa tu na rahe
ye qasam yahin le sanam

Anu
pyaar kahe meraa o jaanejaanaa,bas mein agar ho ye mere
saanson ke jaise guzarti rahoon main,chhoo kar labon ko tere
ho.

Kancha
tere binaa main na rahoon

Anu
mere binaa tu na rahe
ye qasam yahin le sanam,o.ye qasam yahin le sanam

Kancha
ye qasam yahin le sanam,hey.ye qasam yahin le sanam
ho o ye qasam yahin le sanam,haa aa.ye qasam yahin le sanam