Bin Tere

By Bollywood Hungama News Network Sat Jun 2 0:00:16 IST

Bin Tere Lyrics

Bezubaan bezubaan

Hum rahe bezubaan

Tumse keh na sake



Dil ki hum dastan

Tumne toh akar

Neende chura kar

Le hi liya hai

Mera intihar



Bin tere bin tere

Kaise jiyenge yaar

Keh do na keh do na

Tumhein humse hua hai pyar



Tum se mil kar yeh laga tha

Ek hi harman sa jaga tha

Teri aankhon mein hi kahi

Meri manzil ka pata tha..

Daman chhuda kar

Fassle bada kar

Kyun ho gaye ho

Hum se juda....



Bin tere bin tere

Kaise jiyenge yaar

Keh do na keh do na

Tumhein humse hua hai pyar