Ka Kha Gha

By Bollywood Hungama News Network Tue May 5 0:00:21 IST

Ka Kha Gha Lyrics

Aye! tumse mili toh pyar ka

Seekha hai ka kha ga gha

Aye! samjhao na, kyun pyar ka

Ulta hai ka kha ga gha

Kyun jo dard de, tadpaye bhi

Lagta hai pyara woh hi

Kyun toote yeh dil

Dehlaaye dil kabhi



Tairne ki jo,

koshishein kare kaahe doob jaata hai

Sab bhula ke jo,

doob jaaye kyun woh tair paata hai

Woo joh har khel mein

Jeeta yahan, dilbar se hara wohi

Kyun, toote yeh dil, dehlaaye dil kabhi



Aye! tumse mili toh pyar ka

Seekha hai ka kha ga gha

Aye! samjhao na, kyun pyar ka

Ulta hai ka kha ga gha

Hey tarap! tara pa

hey tarap tara pa pa pa pa pa hey..



Dhat teri!

Iski hai saza kubool ho jise

Yahan wohi wohi bari hua hai

Ispe jo mukadmaa kare

Aji wahi wahi mara hai

Batao kyun, is jail se

Bhaaga hai jo, dobara lauta woh bhi

Kyun toote yeh dil

Ddehlaaye dil kabhi



Aye! tumse mili toh pyar ka

Seekha hai ka kha ga gha

Aye! samjhao na, kyun pyar ka

Ulta hai ka kha ga gha