Darbaan

By Bollywood Hungama News Network Tue May 5 0:00:25 IST

Darbaan Lyrics

Sab vyapar hai, kaarobar hai

Mauka hai saamne tu bhi taiyar hai



Tere aage mehal aalishan hain

Bas darwaze pe, ek darban hai

Ek daraban hai, ek darbaan hai



Baadshah sadhkon ka tu

Sadkein hi teri taqdir hai

Dakhila unche makanon mein

Kuch thekedaron ki jaagir hai



Ek annar hai, sau beemar hain

Is kusoor pe chalta bazaar hai

Tere aage mehal aalishan hain

Bas darwaze pe ek darbaan hai



Ek darban hai, ek darbaan hai

Baadshah sadkon ka tu

Sadkein hi teri taqdeer hai

Dakhila unche makanon mein

Kuch thekedaron ki jagir hai