Kitna Pyara Ye Chehra

By Bollywood Hungama News Network Thu Mar 3 11:47:53 IST

Kitna Pyara Ye Chehra Lyrics

Kitna pyara ye chehra ye meri sajani hai
Kitna pyara ye chehra ye mera sajan hai

ek muddat se tu dil mein samayi hai
aaj magar tu mere ghar aayi hai
chhodake aab mujhe janam kahi tu jana naa
Kitna pyara ye chehra ye meri sajani hai

apana banaya tune ehsan tera
banake tu rehna sajan mera
kya kahu main tujhe ye dil hua tera diwana
Kitna pyara ye chehra ye mera sajan hai
Kitna pyara ye chehra ye meri sajani hai