Tu Hai

By Bollywood Hungama News Network Fri Aug 23 0:00:28 IST

Tu Hai Lyrics

Jaane kyun har khushi..

Ab lage na meethi..

Hairaan hoon daffatan

Kyun teri kami thi



Piya re, piya re

Chhoo liya bin chhuye..

Tu hai.. bas tu hai

Tu hai.. bas tu.. hai



Samjha jo maayusi

Ab lage hansi thi

Keh dena tha mujhe

Main keh na saki thi



Piya re, piya re

Chhoo liya bin chhuye..

Tu hai.. bas tu hai

Tu hai.. bas tu.. hai



Aaja gale se laga le..

Aa dooriyon ko mita le

Tarse kyun aur tarsaaye hai

Kyun besharam tu sharmaaye hai

Yeh dil hua hai tera



Piya re, piya re


Chhoo liya bin chhuye..

Tu hai.. bas tu hai

Tu hai.. bas tu.. hai



Tere bina kai raatein..

Socha kiya teri baatein..

Bechaini hai, din hain sataate

Kaise jiyein hum kat-ti na raatein

Jana kahan yeh bata



Maahi ve, maahi ve..

Kyun chhua bin chhuye..

Tu hai.. bas tu hai

Tu hai.. bas tu.. hai



Maahi ve, maahi ve..

Maahi ve, maahi ve..

Maahi ve... maahi ve

Maahi ve... maahi.. ve..

Maahi ve... maahi ve



Maahi ve, maahi ve

Chhua bin chhuye..

Maahi ve, maahi ve

Chhua bin chhuye..

Chhua bin chhuye..