Fakeera

By Bollywood Hungama News Network Fri Apr 9 0:00:34 IST

Fakeera Lyrics

"Chaani jo khwab to mitt ke sona, tu ban gaya Gamon ki aag mein tap ke suraj, tu ban gaya Chaani jo khwab to mitt ke sona, tu ban gaya Gamon ki aag mein tap ke suraj, tu ban gaya Aaj paaya hai tune, sab kho ke mureeda Mili jannat tujhe to, jab bhigda naseeba Fakeera - 5 times Haathon se nikli manzil jab yeh daaman chooth gaya Aye bekhabar tu benoor ho ke roshan ho gaya Bhari hai yeh khaali si jholi jo tu batka dar badar Yeh bhi na jaane yeh kaafir ki dua ka hai asar Jo taare se toota, sab khwaish milegi Zara haathon ko phelaa, mannatein sab milengi Fakeera - 5 times Hua tabah aur hadd se zyada khoya jab kara Udhi udhi tab saansein jaise udta hai guba Socha kare kis pal mein dil ko raahat hai mili Khuda ke ghar mein taalim tujhko gir ke jab mili Aaj paya hai tune, sab kho ke mureeda Mili jannat tujhe to jab bhigda naseeba Fakeera - 5 times"