Wallah Habibi

By Bollywood Hungama News Network Mon Mar 25 9:33:56 IST

Wallah Habibi Lyrics

Reit pe paanv mere
Yoon uth sakte karwan mein
Jis tarah lau mashalon ki
Machalti hai hawa mein

Chaand aadha kare chehre ki
Teri yeh naqabein
Teri aankhon mein saare
Shayaron ki hain kitabein

Tar batar tu khushbuon se hai
Mil gayi tu majhnuon se hai
Oh marhabi oh marhabi
Aa ishq tu jaga de

Wallah habibi
Wallah habibi

Karaar na mile bayaar na mile
Haan pyaar na mile
Tareef se bazaar mein

Woh husn kya bhala
Woh kya hai aashiqui
Sanwaar na sake
Jo pyaar mein, jo pyaar mein

Tar-batar tu khushbuon se hai
Mil gayi tu majhnuon se hai
Oh marhabi, marhabi
Aa ishq tu jaga de

Wallah habibi, wallah habibi
Wallah habibi, wallah habibi