Kyon Hai Ye Khamoshi

By Bollywood Hungama News Network Fri Mar 4 10:52:05 IST

Kyon Hai Ye Khamoshi Lyrics

kyon hai yeh khaamoshiya, jaane kyon thehari hai hai jubaan

jaane kya ho gaya, mausam bhi hai naya

sukhi jamin bhiga hai aasmaan

kyon hai yeh khaamoshiya, jaane kyon thehari hai hai jubaan

jaane kya ho gaya, mausam bhi hai naya

sukhi jamin bhiga hai aasmaan

kyon hai yeh majburiya, jaane kyon bebas hai hum yahaan

jaane kya ho gaya, mausam bhi hai naya

sukhi jamin bhiga hai aasmaan

jo (pehale thi abb woh nahi hai hawaayein

kya ho gaya hai yeh kaise bataaye) - (2)

hamane socha nahi tha, aansu mein dubega lamaha khushi ka

kaise yeh silsile hain, haan pass phir bhi bahaut faasale hain

kyon hain yeh tanhaayiya, jaane kyon suna sa hai jahaan

din jaise raat hai, jaane kya baat hai

rutha huwa hai hamase yeh sama

jo pehale thi abb woh nahi hai hawaayein

kya ho gaya hai yeh kaise bataaye

rishte bekhare huye hain, phir se inhe jod le sochate hain

raahein kehane lagi hai, apani juda koyi manjil nahi hai