Tujhse pehle bematlab thi zindagani
Tujhe pakar hi zindagi hai kya maine jaani
Tu na hota to ham jane kahan khojate
Badnami ki rahon me gum hojate
Jeevan ki hamare badli tune kahani
Tujhe pakar hi zindagi hai kya maine jaani
Duniya ne jo bhi chheena tujh me paya
Pyase jeevan me tu sawan ban ke aya
Tere dam se hi sari duniya lage suhani
Tujhe pakar hi zindagi hai kya maine jaani
Mai tere liye tu mere liye hai sahara
Sanson ke sang tootega pyar hamara
Bichhrenge na ham jabtak sagar me paani
Tujhe pakar hi zindagi hai kya maine jaani
Tujhse pehle bematlab thi zindagani
Tujhe pakar hi zindagi hai kya maine jaani
Chorus aa aa aa aa
Hm hm hm hm