(aaj nashe mein raat hai, huyi koyi na koyi baat hai
hosh kisiko hai kahaan, behake huye jajbaat hai) - (2)
ho ho ho ho ho.......
(tir ishaaron mein chala pyaar hai ya daga
koyi meherbaan kyun huwa, dil yeh hamesha tha fida) - (2)
o ho ho o ho ho.... main fida - (2)
(najaron ki haay kya ada pyaar se dil chhu liya
hosh hamaara gum huwa keh diya dil ne marhaba) - (2)
o ho ho o ho ho.... marhaba - (2)
aaj nashe mein raat hai, huyi koyi na koyi baat hai
hosh kisiko hai kahaan, behake huye jajbaat hai
o ho ho o ho ho....
|