AKA www.indiafm.com
   
 
 
Live Radio   l     l   Listen to Songs   l   Lyrics   l   Music Review
 
 
Lyrics - Bheeni Bheeni Mehki Mehki  

bheeni bheeni mehki mehki hawaaye sun lo kya gaaye
dheeme dheeme haule haule chalo khaabon ki yeh raahein
sang pihaare chalate jaaye, manjil aaye ya na aaye - (2)
bheeni bheeni mehki mehki hawaaye sun lo kya gaaye

sarsaraaye chhu ke jaaye, behati hawa ko koyi thaam na paaye
iss safar mein dukh sukh saare, jindagi ke gathari mein baandhake laaye
hmmm khushiya aansu sapne, khoye bichhade apane humko yaad aaye
bheeni bheeni mehki mehki hawaaye sun lo kya gaaye
dheeme dheeme haule haule chalo khaabon ki yeh raahein

mann ki gali mein chor chhupa hai, nisdin chaahe hai kya kaise bataaye
hichkichaaye, tadpa jaaye, dil ki baaton ko honto pe na laaye
dil ki baatein jitani mauke kehati apani tu ban na paaye
bheeni bheeni mehki mehki hawaaye sun lo kya gaaye
dheeme dheeme haule haule chalo khaabon ki yeh raahein
sang pihaare chalate jaaye, manjil aaye ya na aaye - (2)
la la la la la la la la.......
bheeni bheeni mehki mehki hawaaye sun lo kya gaaye

 
0-9 l A l B l C l D l E l F l G l H l I  l J l K l L l M l N l O l P l Q ll S l T l U l V l W l X l Y l Z
 
Print this Article Write to the Editor Send to a Friend
 

 


 
 
 
 
FEATURED VIDEOS

 


[ Contact Us ][ Feedback ][ Privacy ][ Advertise ][ Add to Favorites ][ BrandingBrands.net ][ Hungama.com ][ HungamaMobile.com ][ GamingHungama.com ]

To get in touch with us, call on +91-22-24903344 or fax us at +91-22-24903355.