AKA www.indiafm.com
   
Live Radio   l     l   Listen to Songs   l   Lyrics   l   Music Review
 
Lyrics - Parwazen  

Koyi Na Roke Yeh Parwaazen, Koyi Bhi Abb Na De Aawaazein
Chalo Mastiyon Mein Jhumein, Chalo Aasmaan Bhi Ghumein
Manzilon Se Milein, Chalo Baadalon Ko Chumein
Aa Jaao Chhodo Aana Kaani Yeh, Aa Jaao Raahein Aani Jaani Yeh
Aa Jaao Ji Lo Jindagaani Yeh, Bhulake Hamdam Tum Sab Ghum Ko

Abb De Raha Hai Taane, Hamein Yeh Jahaan Kya Jaane
Chir Ke Chaand Ko Yahaan Laayenge Jo Thaane
Samajho Na Ham Bhole Bhaale Hai, Hum Hi Toh Jahaan Ke Ujaale Hai
Jine Ke Thang Bhi Niraale Hai, Manjilo Se Jina Jaane
(Aa Jaao Chhodo Aana Kaani Yeh, Aa Jaao Raahein Aani Jaani Yeh
Aa Jaao Ji Lo Jindagaani Yeh, Bhulake Hamdam Tum Sab Ghum Ko) - (2)

0-9 l A l B l C l D l E l F l G l H l I  l J l K l L l M l N l O l P l Q ll S l T l U l V l W l X l Y l Z
 
Print this Article Write to the Editor Send to a Friend
 
FEATURED VIDEOS

[ Contact Us ][ Feedback ][ Privacy ][ Advertise ][ Add to Favorites ][ BrandingBrands.net ][ Hungama.com ][ HungamaMobile.com ][ GamingHungama.com ]

To get in touch with us, call on +91-22-24903344 or fax us at +91-22-24903355.