maana yeh aaj hamane, aisi hi jindagi hai - (2)
thodi si aashqi hai -2, thodi si yeh bandagi hai
maana yeh aaj hamane, aisi hi jindagi hai
maine toh abb tak yeh sikha, ishq ke aage hai sab fika - (2)
mann pe chadhe toh utare na yeh, ishq ka rang bada tikha
maana yeh aaj hamane, rango ki taajagi bhi
thodi si aashqi hai -2, thodi si yeh bandagi hai
maana yeh aaj hamane, aisi hi jindagi hai
(abb hum samajhe ki hasrat hai kya
dil ki yu dil se yeh chaahat hai kya) - (2)
aankho se jo bole jaaye, un labjo ki kimat kya
maana yeh aaj hamane, labjo ki saadagi bhi
thodi si aashqi hai -2, thodi si yeh bandagi hai
maana yeh aaj hamane, aisi hi jindagi hai
(yeh ishq hai dhoop aur hai hawa
marj bhi hai yeh, yahi hai dawa) - (2)
ishq agar jaahir na ho toh, yahi maja hai yahi saja hai
maana yeh jindagi bhi jaise ki shaayari hai

|