AKA www.indiafm.com
   
 
 
Live Radio   l     l   Listen to Songs   l   Lyrics   l   Music Review
 
 
Lyrics - Almadad Chere Khuda Mera Yaar  

ho o o o..........

almadad chere khuda - (2)
mera yaar na ho mujhse juda - (2)
almadad chere khuda
(main yaar bin -2, main mar jaavaanga yaar bin) - (4)

aarju....... keh rahi, mere mehboob ka meri najaro ko deedaar de
iltaja... hai yahi, jindagi se mila de mujhe, ya mujhe maar de
bikhare sapne tutake soche dil ki raah mein
dar dar bhataka main yaha, dilruba ki chaah mein
sun jara sun jara, dhadkano ki sada.....
almadad chere khuda - (2)
mera yaar na ho mujhse juda
(main yaar bin -2, main mar jaavaanga yaar bin) - (4)

hastey hastey........... (4)

har ghadi, har jagah sochata hoon usike hi baare mein abb raat din
mujhko hai yeh pata, reh sakegi na woh bhi akeli kahi mere bin
saaya banega ke sang hai yaadon ki parchaayiyaan
har lamha dasane lagi naagin si tanhaayiya
bebasi har kadam, waqt hai bewafa
almadad chere khuda - (2)
mera yaar na ho mujhse juda
(main yaar bin -2, main mar jaavaanga yaar bin) - (4)

hastey hastey........... (4)

 
0-9 l A l B l C l D l E l F l G l H l I  l J l K l L l M l N l O l P l Q ll S l T l U l V l W l X l Y l Z
 
Print this Article Write to the Editor Send to a Friend
 

 


 
 
 
 
FEATURED VIDEOS

 


[ Contact Us ][ Feedback ][ Privacy ][ Advertise ][ Add to Favorites ][ BrandingBrands.net ][ Hungama.com ][ HungamaMobile.com ][ GamingHungama.com ]

To get in touch with us, call on +91-22-24903344 or fax us at +91-22-24903355.