AKA www.indiafm.com
   
 
 
Live Radio   l     l   Listen to Songs   l   Lyrics   l   Music Review
 
 
Lyrics - Josh Mein  

josh mein aa jaaon
hosh mein aa jaaon
himmatein hai jawaan
maarenge haa kasam
zulm ki bediya todenge
zaalimon ko nahi chhodenge
himmatein hai jawaan
maarenge maa kasam
saare chor chor dekhenge ham mein kitna zor hain
ham bhi chot maa ke rokenge yeh toh apana daur hain
josh mein aa jaaon
hosh mein aa jaaon
himmatein hai jawaan
maarenge haa kasam
zulm ki bediya todenge
zaalimon ko nahi chhodenge
himmatein hai jawaan
maarenge maa kasam

desh ko bas jagana hai
desh ko hai bachana
punya gar jo kamana hai
paap ko tu mita
desh ko bas jagana hai
desh ko hai bachana
punya gar jo kamana hai
paap ko tu mita
kya hoga tauba hai tauba hai
beimaani shaitaani dhoka hai dhoka hai
kya hoga tauba hai tauba hai
beimaani shaitaani dhoka hai dhoka hai
nikhra nikhra hai aasmaan
nikhri nikhri hai yeh zameen
jo so gaye hai unko jagana hai
josh mein aa jaaon
hosh mein aa jaaon
himmatein hai jawaan
maarenge haa kasam
zulm ki bediya todenge
zaalimon ko nahi chhodenge
himmatein hai jawaan
maarenge maa kasam
saare chor chor dekhenge ham mein kitna zor hain
ham bhi chot maa ke rokenge yeh toh apana daur hain
josh mein aa jaaon
hosh mein aa jaaon
himmatein hai jawaan
maarenge haa kasam
zulm ki bediya todenge
zaalimon ko nahi chhodenge
himmatein hai jawaan
maarenge maa kasam

daulaton ko chhupata hai aaisa hua zamana
de raha hai deewana kyon aaj ko yun hawaa
daulaton ko chhupata hai aaisa hua zamana
de raha hai deewana kyon aaj ko yun hawaa
anjaam kya hoga socha hai kya aage kya peeche dekha hai - 2
chhotisi hai yeh zindahi puri karni hai har khushi
jo so gaye hai unko jagana hai
josh mein aa jaaon
hosh mein aa jaaon
himmatein hai jawaan
maarenge haa kasam
zulm ki bediya todenge
zaalimon ko nahi chhodenge
himmatein hai jawaan
maarenge maa kasam
saare chor chor dekhenge ham mein kitna zor hain
ham bhi chot maa ke rokenge yeh toh apana daur hain
josh mein aa jaaon
hosh mein aa jaaon
himmatein hai jawaan
maarenge haa kasam
zulm ki bediya todenge
zaalimon ko nahi chhodenge
himmatein hai jawaan
maarenge maa kasam

 
0-9 l A l B l C l D l E l F l G l H l I  l J l K l L l M l N l O l P l Q ll S l T l U l V l W l X l Y l Z
 
Print this Article Write to the Editor Send to a Friend
 

 


 
 
 
 
FEATURED VIDEOS

 


[ Contact Us ][ Feedback ][ Privacy ][ Advertise ][ Add to Favorites ][ BrandingBrands.net ][ Hungama.com ][ HungamaMobile.com ][ GamingHungama.com ]

To get in touch with us, call on +91-22-24903344 or fax us at +91-22-24903355.