AKA www.indiafm.com
   
 
 
Live Radio   l     l   Listen to Songs   l   Lyrics   l   Music Review
 
 
Lyrics - Awara Baadal  

aawara baadal nahi main - 4
deewana paagal sahi main - 2
haa bewafa toh nahi main
aawara baadal nahi main - 2

jazbaa ishq hota hain kya
mujhko pata hain mere sanam
jazbaa ishq hota hain kya
mujhko pata hain mere sanam
dard-e-judaai yeh tanhaai mujhko pata hain mere sanam
dil ka dhadakna dil ka tadapna - 2
mujhko pata hain mere sanam
nadaan sa aashiq sahi main
jaana harjaai nahi main
aawara baadal nahi main - 2

aankhon mein bas teri tasveer
ban gayi iss raanjhe ki tu heer
zor nahi chalta ab dil pe
chahe kitni kheench yun lagi
daulat shauhrat milne par bhi
ishq bina toh hoon main fakir
haa ek saudagar sahi main
dil ka saudaai nahi main
deewana paagal sahi main - 2
haa bewafa toh nahi main
aawara baadal nahi main - 2

 
0-9 l A l B l C l D l E l F l G l H l I  l J l K l L l M l N l O l P l Q ll S l T l U l V l W l X l Y l Z
 
Print this Article Write to the Editor Send to a Friend
 

 


 
 
 
 
FEATURED VIDEOS

 


[ Contact Us ][ Feedback ][ Privacy ][ Advertise ][ Add to Favorites ][ BrandingBrands.net ][ Hungama.com ][ HungamaMobile.com ][ GamingHungama.com ]

To get in touch with us, call on +91-22-24903344 or fax us at +91-22-24903355.