AKA www.indiafm.com
   
 
 
Live Radio   l     l   Listen to Songs   l   Lyrics   l   Music Review
 
 
Lyrics - Yeh Ajooba  

yeh ajooba hua kaisa kamaal
jeet gaye sab aur ho gaye malamaal
yeh ajooba hua kaisa kamaal
jeet gaye sab aur ho gaye malamaal
dekh tere yeh gaanv ki haalat kya ho gayi bhagwaan
rukhi sukhi khate the woh baant rahe pakwaan
baar baar na aaye mauka
zordaar mara hai chauka
khabardaar jo kisi ne roka
kar denge halaal
malamaal weekly yeh hai malamaal weekly ka kamaal

dil deewana huan hai bekaraar
ab chahe ruthe duniya karna hai tujhse pyar
dil deewana huan hai bekaraar
ab chahe ruthe duniya karna hai tujhse pyar
badla badla yeh mausam dekho badle badle armaan
pyar mein jeena pyar mein marna kasam li hai meri jaan
jaan gayi jo duniya saari pyar kiya nahi chori chori
dil diya ab jaan bhi haari bigda mera haal
yeh ajooba hua kaisa kamaal
jeet gaye sab aur ho gaye malamaal
dekh tere yeh gaanv ki haalat kya ho gayi bhagwaan
rukhi sukhi khate the woh baant rahe pakwaan
boon boond paani ke pyaase
dhoom dhoom ab coldrink peete
ghoom ghoom jo bheek maange
ho gaye malamaal

 
0-9 l A l B l C l D l E l F l G l H l I  l J l K l L l M l N l O l P l Q ll S l T l U l V l W l X l Y l Z
 
Print this Article Write to the Editor Send to a Friend
 

 


 
 
 
 
FEATURED VIDEOS

 


[ Contact Us ][ Feedback ][ Privacy ][ Advertise ][ Add to Favorites ][ BrandingBrands.net ][ Hungama.com ][ HungamaMobile.com ][ GamingHungama.com ]

To get in touch with us, call on +91-22-24903344 or fax us at +91-22-24903355.