AKA www.indiafm.com
   
 
 
Live Radio   l     l   Listen to Songs   l   Lyrics   l   Music Review
 
 
Lyrics - Qismat Ki Bazi Ka  

Qismat ki, baazi ka, faisla to, ho gaya hai
Faasla bhi, kho gaya hai, dekhein kisko kaun milta hai

Jisko jisse milna hai, har haal mein milta hai
Duniya mein mohabbat hi, qismat ko badalti hai
Ye shama hawaao mein, bujhti nahi jalti hai
Qismat ki a-ha-ha, baazi ka a-ha-ha,
Faisla to o-ho-ho ho gaya hai a-ha-haa
Faasla bhi…

Kudrat hi banaati hai har rishta mohabbat ka
Yu bhi kabhi hota hai, anjaan si raaho mein
Qismat jisse kehte hain, aa jaati hai baaho mein,
Qismat ki e e e, baazi ka aa aa aa aa,
Faisla to o o o ho gaya hai ai ai ai
Faasla bhi…

Har roz nahi banti tasveer mohabbat ki
Jo saanso mein rehta hai, jo palko mein sota hai
Woh pyaar jawaani mein, ik baar hi hota hai
Qismat ki a-ha-ha, baazi ka a-ha-ha,
Faisla to o-ho-ho ho gaya hai a-ha-haa
Faasla bhi…

 
0-9 l A l B l C l D l E l F l G l H l I  l J l K l L l M l N l O l P l Q ll S l T l U l V l W l X l Y l Z
 
Print this Article Write to the Editor Send to a Friend
 

 


 
 
 
 
FEATURED VIDEOS

 


[ Contact Us ][ Feedback ][ Privacy ][ Advertise ][ Add to Favorites ][ BrandingBrands.net ][ Hungama.com ][ HungamaMobile.com ][ GamingHungama.com ]

To get in touch with us, call on +91-22-24903344 or fax us at +91-22-24903355.