AKA www.indiafm.com
   
 
 
Live Radio   l     l   Listen to Songs   l   Lyrics   l   Music Review
 
 
Lyrics - Chandni Hai Khoyee  

(chandni hain khoyi khoyi
raat bhi hain soyi soyi
neend mere dil ko aaye na) - 2
deewan mausam hain deedar ka
mastana aalam hain ekraar ka
jara faasla ab saha jaaye na
neend mere dil ko aaye na - 2
deewan mausam hain deedar ka
mastana aalam hain ekraar ka
jara faasla ab saha jaaye na
neend mere dil ko aaye na - 2
chandni hain khoyi khoyi
raat bhi hain soyi soyi
neend mere dil ko aaye na - 2

mohabbat ki waadi mehakne lagi
machalne lage jismo jaan
kashish arzuoon ki aaisi lagiu
utha chahato ka dhua
meet jaaye duriyo ka gam
ab roko chum lo sanam
tumko hain meri kasam
jaaneja mauka hain izhaar ka
mastana aalam hain ekraar ka
jara faasla ab saha jaaye na
neend mere dil ko aaye na - 2
chandni hain khoyi khoyi
raat bhi hain soyi soyi
neend mere dil ko aaye na

uthau naazar ya jhukau najar
tujhe sirf dekha karu
mehakti lehakti yeh shamo sehar
teri rangto se bahru
khwaahish ka rang rup hu
bikhri hui chaav dhup hu
mujhmein hain har jaado
sheydaai aashiq hu dildar ka
mastana aalam hain ekraar ka
jara faasla ab saha jaaye na
neend mere dil ko aaye na - 4
(chandni hain khoyi khoyi
raat bhi hain soyi soyi
neend mere dil ko aaye na)- 2
deewan mausam hain deedar ka
mastana aalam hain ekraar ka
jara faasla ab saha jaaye na
neend mere dil ko aaye na - 4

 
0-9 l A l B l C l D l E l F l G l H l I  l J l K l L l M l N l O l P l Q ll S l T l U l V l W l X l Y l Z
 
Print this Article Write to the Editor Send to a Friend
 

 


 
 
 
 
FEATURED VIDEOS

 


[ Contact Us ][ Feedback ][ Privacy ][ Advertise ][ Add to Favorites ][ BrandingBrands.net ][ Hungama.com ][ HungamaMobile.com ][ GamingHungama.com ]

To get in touch with us, call on +91-22-24903344 or fax us at +91-22-24903355.